code hindi Information technologyCareer blogs Courses info Digital Marketing About

Static aur dynamic websites mein kya antar hai?

Hello doston, Static aur dynamic websites ke beech mein aakhir kya antar hai, kya difference hai?

Static websites, wo websites hai jahan pages ke content stable rehte hai normally aur unko manually change karna padta hai, HTML, CSS aur JavaScript ke zariye

Dynamic websites, wo websites hai jahan pages ke content automatically change hote hai jaise user ke input, database, or server-side scripting ke zariye.

Static websites mein, web pages ka content fixed hota hai aur user ko limited options milte hain.

Dynamic websites mein, web pages ka content change hota hai aur user ko bahut saare options milte hain, jese user accounts, forms, and e-commerce.

to Apne website ke liye aap Static website banayenge ya Dynamic website? Subsribe kar lijiye channel ko useful videos ke liye.

Server kya hota hai

Integrated Development Environment (IDE) kya hai