code hindi Information technologyCareer blogs Courses info Digital Marketing About

Front end developer kya hota hai? Kya skills chahiye?

Front end developer kya hota hai? Kya skills chahiye?

Web development kya hai ye to jaan liya ab Aaiye jaan lete hai Front-end developer ke baare me.

Front-end developer website ya web application ke wo parts banaate hai jo users ko dikhte hai aur jinke saath users interact kar sakte hai. Jaise for example Google.com. Google.com par jo page dikhti hai, uski ye input box, buttons aur us buttons par click karne ki interaction. Ye sab front-end developer karenge.

Front-end developer banne ke liye aapko jo skills chahiye wo hai HTML, CSS, JavaScript ya jQuery jo JavaScript ki hi ek library hai.
Ye basic skills hai par iske alawa advanced front-end developers javascript ke aur frameworks ya libraries ke baare mein seekhenge to opportunities jyaada hongi. Jaise Angular, React, Vuejs. Aur bhi bahut hai par ye aaj kal bahut demand mein hai Front-end developers ke liye.

Server kya hota hai

Integrated Development Environment (IDE) kya hai