code hindi Information technologyCareer blogs Courses info Digital Marketing About

Algorithm kya hota hai?

Mathematics aur computer science mein algorithm hota hai kuch instuctions jo kuch specific problems ko solve karne ke liye use hoga ya phir koi computation perform karne ke liye use hoga.

Algorithm basically ek set of steps hote hai kuch tasks ko perform dene ke liye.

Yaad rakho set of steps

kuch tasks ko anjaam dene ke liye, matlab perform karne ke liye

Computer programming mein problem solve karne ke liye algorithm ek bahut hi important part hai.

Jab ek developer kisi problem ko solve karne ke liye ek algorithm banaata hai tab wo us algorithm se saare steps ko likhega jo solution tak pahuchne ne aa rahe hai aur har step mein kya hona chahiye wo bhi likhega.

Subscirbe kar lijiye Career Code Hindi channel ko aise useful videos ke liye. Dhanyawaad.

Server kya hota hai

Integrated Development Environment (IDE) kya hai